Common Nouns with Pictures Flashcards
Icons Provided by Icons8 (https://icons8.com/) (76 cards)
palaṅg (m)
ek baṛā palaṅg
do baṛe palaṅg

ciṛiyā (f)
ek choṭī ciṛiyā
do choṭī ciṛiyā̃

kitāb (f)
ek acchī kitāb
do acchī kitābẽ

laṛkā (m)
ek choṭā laṛkā
do choṭe laṛke

almārī (f)
ek baṛī almārī
do baṛī almāriyā̃

gāṛī (f)
ek acchī gāṛī
do acchī gāṛiyā̃

kursī (f)
ek choṭī kursī
do choṭī kursiyā̃

baccā (m)
ek baṛā baccā
do baṛe bacce

śahar (m)
ek baṛā śahar
do baṛe śahar

kapṛā (m)
acchā kapṛā

kapṛe (m.pl.)
acche kapṛe

beṭī (f)
ek baṛī beṭī
do baṛī beṭiyā̃

darvāzā (m)
ek baṛā darvāzā
do baṛe darvāze

ãgrezī (f)
acchī ãgrezī

paṅkhā (m)
ek choṭā paṅkhā
do choṭe paṅkhe

film (f)
ek acchī film
do acchī filmẽ

khānā (m)
acchā khānā

laṛkī (f)
ek baṛī laṛkī
do baṛī laṛkiyā̃

ghar (m)
ek acchā ghar
do acche ghar

makān (m)
ek choṭā makān
do choṭe makān

xayāl (m)
ek acchā xayāl
do acche xayāl

cābī (f)
ek choṭī cābī
do choṭī cābiyā̃

zabān (f)
ek acchī zabān
do acchī zabānẽ

ādmī (m)
ek acchā ādmī
do acche ādmī




















































